मन राम सुमिर पछतायेगा | Man raam sumir pachhtaayegaa |
---|---|
मन राम सुमिर पछतायेगा । पापी जियरा पाप करत है, आज काल छुट जायेगा । टेक लालच लागे जनम गँवायो, माया भरम लुभायेगा । धन जोबन का गर्व न कीजे, कागज सा गल जायेगा । १ सुमरन भजन दया नहिं किन्ही, ता मुख चाटे खायेगा । धर्मराज जब लेखा माँगे, क्या मुख लेकर जायेगा । २ जीवन भर तू सुख को खोजै, सुख दुख सब छुटि जायेगा । कहत कबीर सुनो भाई साधो, संत संग तर जायेगा । ३ | Man raam sumir pachhtaayegaa. Paapee jiyaraa paap karat hai, aaj kaal chhuṭ jaayegaa. Laalach laage janam ganvaayo, maayaa bharam lubhaayegaa. Dhan joban kaa garv na keeje, kaagaj saa gal jaayegaa. 1 Sumran bhajan dayaa nahin kinhee, taa mukh chaaṭe khaayegaa. Dharmraaj jab lekhaa maange, kyaa mukh lekar jaayegaa. 2 Jeevan bhar tu sukh ko khojai, sukh dukh sab chhuṭi jaayegaa. Kahat kabeer suno bhaaii saadho, sant sang tar jaayegaa. 3 |